No Lyrics Found
Lyrics / Video of Song : Arz Hai Aapse, Aapse, Aur Aapse Bhi, Baalam Aayega Aayega
arz hai aapse aapse aur aapse bhi
khed ki ye bat hai apno se kahi jati hai
balam aayega aayega balam aayega aayega
balam aayega aayega chitti aayi itwar ki
sham talak aa jayega aayega
chitti aayi itwar ki sham talak
aa jayega aayega
chahe gairo ko yakin ho na ho
mera dil kah raha tha ki aayege wo
pehli pehal mulakat ki wo kasam
bhulkar bhi nahi bhul payege
balam aayega aayega balam aayega aayega
chitti aayi itwar ki sham talak
aa jayega aayega
chitti aayi itwar ki sham talak
aa jayega aayega
unko bhi ek palak nind aati na thi
dur se haye wo kitne majbur the
is taraf mere pehlu me ek aag thi
is taraf mere pehlu me ek aag thi
us taraf unke sine me nasur thi
balam aayega aayega balam aayega aayega
chitti aayi itwar ki sham talak
aa jayega aayega
chitti aayi itwar ki sham talak
aa jayega aayega
ha aye sakhi juda kas de mera
dhani resham ki chunri pehna de zara
meri aankho se
meri aankho se unko bahut pyar hai
meri aankho me kajal laga de zara
balam aayega aayega balam aayega aayega
chitti aayi itwar ki sham talak
aa jayega aayega
chitti aayi itwar ki sham talak
aa jayega aayega
balam aayega aayega balam aayega aayega
balam aayega aayega balam aayega aayega