na_ii zindagii se pyaar kar ke dekh
Movie: Shikast
Singer(s): Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar, Chorus
Music Director: Shankar, Jaikishan Lyricist: Shailendra Singh
Actors/Actresses: Nalini Jaywant, Dilip Kumar, K N Singh, Durga Khote
Year/Decade: 1953, 1950s
र : हो ओ ओ
नई ज़िन्दगी से प्यार कर के देख… इसके रूप का सिंगार कर के देख
इसपे जो भी है निसार कर के देख
नई ज़िन्दगी से प्यार कर के देख.. को : नई ज़िन्दगी से …
र : सच कभी तो होंगे ख़्वाब और ख़याल तेरे ख़्वाब और ख़याल
को : हो तेरे ख़्वाब और ख़याल
र : कब तलक रहेंगे बेक़सी के जाल दिल पे बेक़सी के जाल
को : हो दिल पे बेक़सी के जाल
र : वक़्त सुन चुका है तेरे दिल का हाल तेरे दिल का हाल
को : वक़्त सुन चुका है तेरे दिल का हाल तेरे दिल का हाल
र : और चार दिन गुज़ार कर के देख
को : नई ज़िन्दगी से प्यार कर के देख
र : इसपे जो भी है निसार कर के देख
को : नई ज़िन्दगी से प्यार कर के देख
ल : दिल के तार छू के गा रहा है कौन गीत गा रहा है कौन
को : हो गीत गा रहा है कौन
ल : ले के ये बहारें आ रहा है कौन मुस्कुरा रहा है कौन
को : हो मुस्कुरा रहा है कौन
ल : तन पे और मन पे छा रहा है कौन छा रहा है कौन
को : तन पे और मन पे छा रहा है कौन छा रहा है कौन
र : अपना दिल किसी पे हार कर के देख… को : नई ज़िन्दगी से प्यार कर के देख
र : इसपे जो भी है निसार कर के देख …… को : नई ज़िन्दगी से …
na_ii zindagii se pyaar kar ke dekh
Movie: Shikast
Singer(s): Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar, Chorus
Music Director: Shankar, Jaikishan
Lyricist: Shailendra Singh
Actors/Actresses: Nalini Jaywant, Dilip Kumar, K N Singh, Durga Khote
Year/Decade: 1953, 1950s
Back to: main index
View: Plain Text, ????? Unicode, image
% Part 1:
ra : ho o o
na_ii zindagii se pyaar kar ke dekh
isake ruup kaa si.ngaar kar ke dekh
isape jo bhii hai nisaar kar ke dekh
na_ii zindagii se pyaar kar ke dekh
ko : na_ii zindagii se ...
ra : sach kabhii to ho.nge Kvaab aur Kayaal tere Kvaab aur Kayaal
ko : ho tere Kvaab aur Kayaal
ra : kab talak rahe.nge beqasii ke jaal dil pe beqasii ke jaal
ko : ho dil pe beqasii ke jaal
ra : vaqt sun chukaa hai tere dil kaa haal tere dil kaa haal
ko : vaqt sun chukaa hai tere dil kaa haal tere dil kaa haal
ra : aur chaar din guzaar kar ke dekh
ko : na_ii zindagii se pyaar kar ke dekh
ra : isape jo bhii hai nisaar kar ke dekh
ko : na_ii zindagii se pyaar kar ke dekh
la : dil ke taar chhuu ke gaa rahaa hai kaun giit gaa rahaa hai kaun
ko : ho giit gaa rahaa hai kaun
la : le ke ye bahaare.n aa rahaa hai kaun muskuraa rahaa hai kaun
ko : ho muskuraa rahaa hai kaun
la : tan pe aur man pe chhaa rahaa hai kaun chhaa rahaa hai kaun
ko : tan pe aur man pe chhaa rahaa hai kaun chhaa rahaa hai kaun
ra : apanaa dil kisii pe haar kar ke dekh
ko : na_ii zindagii se pyaar kar ke dekh
ra : isape jo bhii hai nisaar kar ke dekh
ko : na_ii zindagii se ...